|  |
Shayari
Kala kajal, Kala baadal, Kala rang kadhai ka, Ek to teri yaad satave, Duja fikar padhai ka
By paul
Aap ki vo zaalim ada, mujh ko bimaar kargayi, ek baar aapne muskura kya diya, teer ko dil ke paar kargayi. By Paul
Hum jisse pyaar kare Vo kisi aur se pyaar kare, Par vo jisse pyaar kare, Bhagvaan kare Vo kisi aur se pyaar kare.
the top one is kinda funny.
By Lakhpreet
Maine tumhare yadon mein ro ro ke tub bhar diya Magar tum itne bewafa nikle, ki naha ke chal diye By Paul
Woh dil hi kiya tere milnay ki jo dua na kare Main tuj ko bhool kar zinda rahoon, Khuda na kare
By Paul
Phir uske jaate hi dil sunsaan ho kar reh ghaya Achcha bala ek shehar tha weeran ho kar reh gaya By Paul
Raaz-e-mohabbat kehne walay to lakhon miltay hain Raaz-e-mohabbat rakhne wala hum sa dekha ho to kaho
By Lakhpreet
Woh bewafa hai to kiya, mut bura kaho usko, Ke jo hua sau hua, khush rakhay khuda usko.
By Paul
I love this share
Bewafa sanam se to cigarette achi hai, Dil jalati hai, par honto se to lagti hai By Paul
Voh Sadak Ke Us Paar Thi Hum Sadak Ke Is Paar The Kuch Hum Aage Badhe, Kuch Voh Aage Badhi Hum Kuch Aur Aage Badhe, Voh Bhi Kuch Aur Aage Badhi Hum Aur Bhi Aage Badhe, Voh Bhi Aur Aage Badhi Ab Hum Sadak Ke Us Paar Hein, Aur Voh Sadak Ke Is Paar Hein
By Lakhpreet
Sayara Ke Bol! Hasraton pe rivaajo ka sakhta pehraa hai, Na jaane kaun si ummeed pe jaake yeh dil thehraa hai, Meri aankhonmein se chhalakte hue yeh ashk aur gam ki kasam; Mera yeh pyaar.... Bahot gehraa hai...
By Paul
Uski Yaad Mein! uski yaad mein dekho hum kya karte hain bikhri hui zindagi mein deewaronse baatein karte hain dekha usse kal maine par woh ek chalava nikla meri kismat dekho jo mera tha woh paraya nikla kehte hai ki ishq mein toh lut jana chahiye par jab zaban hee na rahi toh aap kya farmaiyenge
By Paul
Pardes mein Pardes mein yaad jab teri ati he.. Dil rota he, ankh bhar ati he.. Kya gunah kiya tha hamne? Pardes mein yaad jab teri ati he..
Kesi yeh ajeeb pareshani he.. Yaad bhi teri ek pareshani he.. Kabhi to sakoon milega dil ko Kesi yeh ajeeb pareshani he..
Din lambe, Raaten bhi lambi hein.. Yaad mein hosh bhula bethe hein.. Talaash ki justujo kise nehi Din lambe, Raaten bhi lambi hein..
Dil ke darwaze pe dastak ho rahi he.. Aaj pirr ek yaad sata rahi he.. Dil ki gehrayon me jhaank ke dekh.. Pardes me aaj phirr teri yaad aa rahi he..
By Paul
Khud Hee Ho Jata Hai..Ishq Ishq to khud hee ho jaata hai? Dil bhi apna kho jaata hai? Jab aisa ho jaata hai? To dil bekaraar ho jaata hai.
Kyun hota hain humko pyaar? Mujhko nahi pata yaar.
Itna zaroor pata hai mujhko? Ek din ye bhi hoga tumko.
Jab hoga tumko pyaar? Hawa mein udoge tum bhi yaar? Khush rahoge hardam tum? Pyaar karoge pyaar se tum.
Aaj tumne jisko dekha hai? Shayad who hee tumhara apna hai? Abhi chalega pata nahi? Intezaar mein rahna har ghadi.
By Lakhpreet
Gharoor husn-o-jawani ho to har aik ko gharoor aata hai tere bahar adaoon ko dekh kar hamain saroor aata hai tujeh bahar kaha to iss leye kay har mosaam shajar se rooth bhi jaye to lot kar zaroor aata hai.
By Lakhpreet
Gairon ke Zakham Aap gairon ki baat karte ho Aap gairon ki baat karte ho Humne apnoko azmaya hai Log katonse bachke chalte hain Log katonse bachke chalte hain Humne phoolon se zakham khaye hain.
By Lakhpreet
Chandani Mohabbat Chandani Chand se hoti hai, setaron se nehi, mohabbat ek se hoti hai hazaron se nehi
By Paul
Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno Mujhe Sher nahi aata kisi aur se suno By Lakhpreet
Yeh mere aasu jinhe koi pochne wala bhi nahi,Koi aanchal enhe milta to sitare hote.
By Paul
Jise dil diya woh dilhi chali gayi.. Jise pyar kiya woh italy chali gayi... Dil ne kaha khud kushi(suicide) kar le zalim...Bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi...
By Paul
Duniya Se Jo Dare, Usse Kayar Kehte Hain,Duniya Jisse Dare, Usse Shayar Kehte Hain,Biwi Se Jo Dare, Usse Shohar Kehte Hain.
By Paul
Aur bhi bahut si cheeze lut chu-ki hai dil ke saathYe bataya dosto ne ishq farmane ke baadIs liye kamray ki ek ek cheez "ckeck" karta hoon main "Ek tere aane se pehle, ek tere jaa-ne ke baad" By Paul
Hamne mana aapme hogi sabra ki takat hamse jyada,Dekh lo lekin utri hogi aapki surat hamse jyada.
By Paul
Mushkil ka meri unko mukshil se yeki aaya,Samjhe meri mushkil ko magar badi mushkil se.
By Paul
Andaz apne dekhte hai aaine me woh,Aur yebhi dekhte hai ke koi dekhta n ho.
By Paul
Dil na umid to nahi, nakam hi to hai, Lambi hai gam ki shyam magar, shyam hi to hai.
By Paul
Bahut roai hai us aasu ke khatir, Jo nikalta hai khushi ki intaha per.
By Paul
Zakhm kuch aaise huai phulo per soya n gaya,Jisma jalkar khak aakho se raya n gaya.
By Paul
Aab es hadd pe laya hai intazaar muzhe,Woh aa bhi jaye to aaye na yaki muzhe.
By Paul
Ek diya jo sare rah jalane nikle, Aandhya bankar kai log buzane nikle.
By Paul
Kamse kam maut se aisi mujhe ummid nahi, Jindgi tune to diya dhoke pe dhoka
By Paul
Tapash suraj ki hoti hai Jalna zameen ko partha hai Kasoor ankhon ka hota hai Tarapna dil ko partha hai
By Paul
Tu hain herjai to apna bhee yahee tour sahee Tu naheen aor sahee aor naheen aor sahee
By Paul
Kya tera hai kya mera hai Yeh jirah to bemani hai. Apna sab kuch usko samarpan kardo Zindagi sahi mano mein zindagani hai
By Paul
Ek Aarzoo hai khuda se Na chand, na tara Na paisa our sona Bus chahiye dil tumara
By Paul
Gul gaya, Gulshan gaya, Gaye honthon ki laali, Ab to peecha chor de , main to ho gaye bachon waali
Kamaatha nahin hun itni ke tiji roze khilaoon, Aati hein to aaja, ya kisi aur ko pataoon
Maine tuje dhekha, handle badal badal kar Tera baap ne muji peeta, sandle badal badal kar
Maana ke main pura musalman to nahi par apne deen se nata to jor sakta hoon Namaz roz kuch na sahi Shab-E-Barat patakhe to chor sakta hoon
By Lakhpreet
Dil Dene Ko to DeDun Magar Ik Shart Laga Rakhi Hai Mangata hun Ik cheese Jo parde meh chuppa rakhi hai
By Paul
Dil mai tujha pa lanay kay Rooh mai sumoo lanay kay Kuch khuwaab thay Jo manay din-raat buny Sochti hoo... Rah-i-ulfet per Chulti he rahi... Kissi bhi turha khud say Juda tujh ko ker na suki Jub din raat pay dhula To yay mujh per khula Tu to eik sayaa hai Jo shaam dhulta hee Dhul jata hai...
By Paul
Mari Singhar-maiz per Mara sub chahrai rukha hain Mai Moqa, Waqet or Admi ko dakh ker Eik Chahra pahen lati hoo
By Lakhpreet
Na who iqraar kartee hay Na woh Inkaar kartee hay Meray Khial main woh kambaqht Meray kisee dost say pyar kartee hay !
By Paul
Zindagi Ek Saafar Hain Imtihaanon Ka Yehan Haar Bhi Hain Aur Jeet Bhi Hain Zindaagi Ek Phaasana Hain Aashikon Ki Yehan Milna Bhi Hain Aur Bichadna Bhi..
By Paul
Mera Ikraar Tere Inkaar Se Behatar Hoga Mera Din Bhi Teri Raat Se Behatar Hoga Yakeen Nahin To Dolee Se Jhanke Dekhna Mera Janazaa Teri Baaraat Se Behatar Hoga..
By Paul
Tume Bhi Rangoli Sajayi Hogi Matwalli Diwali Manayi Hogi Bujthi Houi Chirag Ko Dekhkar Humari Yaad To Aayi Hogi..
By Lakhpreet
Boy: Khoon Se Liktha Hoon Saaya(Colour) Na Samjho Pyaar Kartha Hoon Tumse Bhai Na Samjho
Girl: Khoon Se Liktha Ho Saaya Nahi Mili Kya Pyaar Mujse Karte Ho, Kohi Aur Nahi Mili Kya?
Boy: Saaya Tho Hai Bahut Hai Par Khoon Jaisi Kahan Ladkiyan Tho Hai Bahut Par Tum Jaisi Kahan
By Paul
Aasoon Ko Ankhon Ki Dehleez Par Laya Na Karo Apne Dil Ki Haalat Kisi Ko Bataya Na Karo Log Mutthi Bhar Namak Liya Ghooma Karte Hain Apne Zakhm Kisi Ko Dikhaaya Na Karo...
By Paul
Waqt Ke Saath Badal Jaaye Use Pyaar Nahi Kehte Musibat Se Jo Daar Jaaye Use Yaar Nahi Kehte...
By Paul
Adalat Husun Ke Ho Gee Muqaduma Ishq Ka Ho Gaa Gavai Main Doun Gee Mujrim Tera Pyaar Ho Gaa..
By Paul
Phool Pathu Se Judaa Hai Kushboo Se Nahi Tum Mujh Se Judaa Ho Mere Dil Se Nahi..
By Paul
Jab Yaad teri Aathi Hai Cigarette Jala Leytha Houn Dhoohan (smoke) Se Teri Tasveer Bana Leytha Houn...
By Paul
Dil Ki Nazuk Dhadkano Ko Mere Sanam Tumne Dhadakna Sikha Diya Jab Se Mila Hai Tera Pyaar Dil Ko Gham Mai Bhi Muskurana Sikha Diya...
By Paul
Aap Gairon Ki Batein Kartey Ho Humney Apano Ko Aazmaya Hai Log Katoon Se Bachke Chaltey Hain Humney Phooloein Se Zakham Khaya Hai...
By Paul
Tum na aaye ek din kaa vaadaa kar do din talak
-
Ham padai tadapaa kiye do do pahar do din talak
-
Dard-e-dil apnaa sunaataa huun kabhii jo ek din
-
Rahataa hai us naazaniin ko dard-e-sar do din talak
-
Daikhtai hain khavaab main jis din kisuu kii chashm-e-mast
-
Rahtai hain ham do jahaan se beKhabar do din talak
-
Gar yaqiin ho yeh hamain aayegaa too do din ke baad
-
To jiyain ham aur is ummiid par do din talak kyaa sabab kyaa vaastaa kyaa kaam thaa batalaaiyai
-
Ghar sey jo nikalai na apnai tum Zafar do din talak
-
By Paul
-
-
-
Mera dhushman tu meri dosti ko tarse,
-
- Mujhe gham dena wala tu kushi ko tarse,
- Itna to asar kar jaya meri wafa a bevafa,
- Ek roz tujha yad ayee teri jafaya vo bevafa,
- Pashema hoke roya tu kushi ko tarse...
- By Lakhpreet
-
-
-
Rung bhardyai kitnai, zeest kii kahani main
-
Choomlee hathailee jub, usnai bai-dihani main
-
Baal kholai phirtee hai, gullyoon main pavan pagul
-
Roag kuch lagaa hoga, issko bhi javani main
-
Aainoon ko hai jub sey, jhoot boalnaa aayaa
-
Humnai seekhlia uks, daikhlainaa paani main.
By Paul
-
Hajoome gum meri fitrat badal nahi sakte,
-
Mein kya karoon mujeh adat hai muskurane ki
By Paul
-
Hum Ne Kab Kaha"......
-
Kya Karoun, karoun tu kya?
-
Phoolo ke mahek se kya janne
-
Kaise hum pehchanein
-
Ke ye sunder se khushbu leke aiye ga
-
Magr kaheen ye ek kanta chubha kar chele jaye ga.
-
Kya Karoun, Karoun tu kya?
By Lakhpreet
Hum Ne Kab Kaha
-
Hazarou phoolo mai, hamai ek phool bahuth kuhb laga
-
es phool ku pane ke leya, hum ne dosti ka sath liya
-
dosto nai kaha, es phool ko panae ke liye,
-
kato sai guzar na hoga
-
hum nai kab kaha ke hum kata sai dhaar tai
-
agar kata se dhaar thai tu hum gulab ke phool ku na dhektha
-
hum tu phir chamali ke aur dekhtai
By Paul
Dil Ki Chavi!!!
-
Yeah dil hai tera nazukh
-
yeah dil pe laga hai tala
-
es dil ke tala ke chavi
-
hai kisi aur ke pass
-
Kash hamai bhi patha huta
-
ke is dil me hai kya
-
dil ke bate, dil mai rakhthi hai
-
ha-mai bhe batavo
-
yeah dil ke bate
-
yeah dil ke razz.
-
By Paul
-
Shadi se pahle ham unki julf aur unke har lutf ko uthate hae,
-
Aur shadi ke baad ham unko uthane ki baat kahte hae.
-
-
-
Jo julfe unki lahrai to laga aai sawan ki ghata,
-
Jab vo paas aayi to hamne kaha ki is musibat ko hata.
-
By Paul
-
-
E yaro jab meri maut ho,
- E yaro jab meri maut ho,
-
Mera janaza gali gali dhuma dena,
-
Jab meri mashook ka ghar aaye ,
-
To sar se kafan utha dena.
-
By Lakhpreet
-
-
-
Ek kadam utha ya shokh mein galat
-
Manzil hamein sari zindagi dhunti rahi
-
Zindagi mein sirf do(two) hi lamhe badi mushkil sei guzra
- Ek tumhare aney sei pehla our ek tumhare jane ke bade
- By Paul
-
-
Ishq ki duniya mein khushnaseeb zara kum hain
-
Ilaaz-E-Dil kya ho jab dava bahut kum hai
By Paul
-
Woh aasmano ki kasme,
- Hum duniya me nibhana chale,
- Haath me haath unkaa le kaar,
-
Duniya ki rasmen nibhane chale...
-
By Paul
-
-
-
-
Humhe to apano ne luta , Gairon mein khaha dum tha !
-
Kashti jaa kar waha dubi jaha pani bahot kum tha
By Lakhpreet
-
-
Ahsaan hai tera dil par , ke ishq toone sikhaaya,
-
Doondha kayi baar dil ko , dariya -e- gum hi paaya
-
Lutaaya kayi baar is dilko , humne teri khaatir,
-
Rang teri wafa ka mere , ashko mein nazar aaya
-
Hoti hai band saanse , na hoga shikva kisiko
-
Samjhenge wo ke unko, koi khwaab bura aaya
By Paul
-
Hum ne oon ki yaadon me annsoo se tub bhar diyee ,
-
wo aaye aur nahaa dhooo ke chaaldiyee..."
-
By Paul
-
Kaash Thumhare Chehree Pe, Checkak Ke Dag Hote,
-
Chand Tou Tum Ho Hi, Sitare Bi Sath Hote
By Lakhpreet
-
- Ashna Hotay huay bhi ashna koi nahin
- Jante sab hain magar pehchanta koi nahin
- By Paul
- Resham zulfon, neelam ankhon walay achchay lagte hain
- Main Shayar hoon, Mujhe ujle chehray achchay lagte hai
By Lakhpreet
-
- Piyar tumhara bhool to jaoon, lekin piyar tumhara hai
- Yeh ikk mittha zeher sahi, yeh zeher bhi aaj gawara hai
- By Paul
- Youn laga, dost tera mujh se khafa hona
- Jis terhan phool sey khushboo ka juda hona
- By Paul
- Hum ne jin ke aansoo ponchay, jin ke dukh apnaye
- Un piyaron ne phool ke badle pathar barsaye
By Paul
- Apni tanhai meray naam pe abad kare
- Koun hoga jo mujhe is terhan yaad kare
- By Paul
- Yeh zindagi kabhi kabhi ajnabi si lagti hai
- Tere beghair har khushi bujhi bujhi si lagti hai
By Paul
- Na woh iqrar karta hai, na woh inkar karta hai
- Humain phir bhi ghuman hai, woh hum hi se piyar karta hai
- By Paul
-
-
-
-
-
-
- Kiya us se gila kijiye, usse piya hi kab tha
- Woh ehad-e-framosh wafadar hi kab tha
- By Paul
-
-
- Do gharhi piyar ki baatein karain
- Dil jalanay ko umar sari hai
- By Paul
- Dosti us se koi kaisay barhana chahay
- Haath to haath, jo aankhain na milana chahay
- By Paul
-
- Dil main kissi ka dard basaya hua hai
- Dushman ko hum ne dost banaya hua hai
- By Paul
- Woh dil hi kiya tere milnay ki jo dua na kare
- Main tuj ko bhool kar zinda rahoon, Khuda na kare
- By Paul
-
- Bichchra hai jo aik bar to miltay nahi dekha
- Iss zakhm ko hum ne kabhi siltay nahin dekha
- By Paul
- Mansoob huay jo log meri zindagi ke saath
- Aksar milay hain, wohi badhi be rukhi ke saath
- By Paul
-
- Phir uske jaate hi dil sunsaan ho kar reh ghaya
- Achcha bala ek shehar tha weeran ho kar reh gaya
- By Paul
- Khushi ka gham hai na gham ki khushi ab to
- Bohat udas ghuzarti hai zindagi ab to
- By Paul
-
- Jo beeti hai woh dohranay main kuch waqt lagge gha
- Iss gham to ik yaad bananey main kuch waqt lagge gha
- By Paul
- Mohabbat ne hum par sitam aisay dhay
- Ke sau gham seh kar bhi hum muskraye
By Paul
- Raaz-e-mohabbat kehne walay to lakhon miltay hain
- Raaz-e-mohabbat rakhne wala hum sa dekha ho to kaho
- By Paul
-
- Sunta hoon ab kissi se wafa kar raha he woh
- Ay zindagi khushi se kahin mar na jaoon main
- By Paul
-
- Kiya khoob apnay zakhm ko marham de ghaya
- Gham bhoolnay ko niya gham de ghaya
- By Paul
- Aisay milnay se to apnay gham hi achchay thay
- Kum se kum apni nazron mein hum achchay thay
- By Paul
-
- Naz tha tum ko kissi ke piyar par
- Ab munao jushan apni har par
- By Paul
- Aankhon mein raha dil mein uttar kar nahin dekha
- Kushti ke musafir ni sumundar nahin dekha
- By Paul
-
- Woh bewafa hai to kiya, mut bura kaho usko
- Ke jo hua sau hua, khush rakhay khuda usko
- By Paul
-
-
-
Kash in hasinao ke baap mar jate,
-
Kash in hasinao ke baap mar jate,
-
Bahana gham ka hota, hum inke ghar to aate.
-
-
-
- Ladki boli: Bewakoof, Yeh bolana bhi paap hoga,
-
Bewakoof, Yeh bolana bhi paap hoga,
Kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.
-
By Paul
-
Chandni chand se hoti hai, sitaron se nahi,
-
Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi.
-
Ladka bola : Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga,
-
Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga.
-
By Paul
-
-
-
Bewafa sanam se to cigarette achi hai,
-
Dil jalati hai, par honto se to lagti hai
-
By Paul
-
-
-
-
Voh Sadak Ke Us Paar Thi
-
Hum Sadak Ke Is Paar The
-
Kuch Hum Aage Badhe, Kuch Voh Aage Badhi Hum
-
Kuch Aur Aage Badhe, Voh Bhi Kuch Aur Aage Badhi
-
Hum Aur Bhi Aage Badhe, Voh Bhi Aur Aage Badhi
-
Ab Hum Sadak Ke Us Paar Hein,
-
Aur Voh Sadak Ke Is Paar Hein
-
By Paul
-
Tum aa gaye ho,
-
Noor aa gaya hai
-
Chalo teeno movie chalen.
-
By Paul
JANAZAA GHAR SE MERA NIKLE TOU KAFAN TU UTHA DENA
KOI PUCHE KI KAISE MARA TOU BIMARI ISHQ BATADENA
By Paul
- BEWAFAO KE SAHAR MEI HUM DIL KHO BAITHE
- JAISE PATTHAR SE PAANI MAANG BAITHE
- NAADAN THEI HUM, THEI BEKARAR
- KE TUMSE PYAR KAR BAITHE
- By Paul
MATLAB KI HAI YEH DUNIYA
-
PAISE SE BANTHI HAI AUR BIGADTHI HAI
-
PYAAR MOHABATH CHAAHAT SAB-KUCH MILTHA HAI
-
JAB HALATH BIGADTHI HAI THO
-
SAB KUCH LUT JATHA HAI
-
By Paul
-
-
Mujhe dikhai deti hai vo har taraf,
-
Vo maujod hai meri har sham me,
-
Naam uska hi sunayi deta hai har naam me,
-
Hava chule jo mujhe to uski aahat aati hai,
-
Nazare dhunde usse jaane vo kahan chali jaati hai,
-
Fizaaon me uski mahak aati hai,
-
Koyal ki boli bhi chahak uski sunati hai,
-
Pattiyon kisarsarahat me chudi uski khanakti hai,
-
Baarish ki boondon me jaise payal uski jhanakti hai,
-
Ye shab bhi lage aisi kizulfen ghata bankar chayi ho,
-
Aaj rangeen hai raat jaise vo phir zindagi me aayi ho,
-
Magar me gum hoon khayalon me apne mujhe hosh raha nahi,
-
Chaen laon duniya se usse itna mohabbat me josh raha nahi,
-
Tanhai banke andhera zindagi ko kha rahi hai,
-
Bujh raha hai chirag mohabbat ka ab maut aa rahi hai .
-
By Paul
Kya khoob sila diya usne mere is pyar ka
Tohfa diya bhi to kya, sirf ek safed chaadar ka
By Lakhpreet
Ik haseen se mohabbat karna bhi badi bhul hoti hai
Yahaan katal karne ki nahi katal hone ki saza hoti hai
By Lakhpreet
-
Ye mohabbat bhi kitna tadpati hai, Kabhi dil ko sehlati hai,
-
Kabhi dil ko jalati hai, Kabhi har shey par jeet dilati hai,
-
Kabhi jeet me bebas banati hai, Kabhi toofan me kashti ko paar lagati hai,
-
Kabhi saahil par aakar dil ki kashti ko dubati hai,
-
Kabhi zamane se ladna sikhati hai,
-
Kabhi ek shakhsh se dil ko harati hai.
-
ByPaul
-
-
-
Duaa karta hoon khuda se ki mujhe mohabbat na ho,
-
Dard-e-ishq baske dil me iske tukde karde, Aisi meri kismat na ho.
By Paul
I Think U Enjoyed All That Sayarie. |
 |
|
|
|  |